| Sr no | Complain Code | Name(Mobile) | Complain Type | Address | Complains Description | Status | Complain Date |
|---|---|---|---|---|---|---|---|
| 1 | 196191 | Pratap singh | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Agra Fatehpur Sikri JAJAU JAJAU |
पिछले 4 दिन से पानी की सप्लाई नहीं है जिसके कारण इतनी गर्मी में बच्चे और आमजन को बहुत परेशानी हो रही है घर में पानी पीने के लिए भी उपलब्ध नहीं है कृपया करके पानी की सप्लाई करवाने की कृपा करें | Pending | 03-05-2026 |
| 2 | 169255 | kamlesh mishra | ROAD CUTTING COMPLAINTS |
Agra Barauli Ahir Gutla Gutla |
prarthi ke gav may pipeline bichane ke lea service road damage kar dea gya hai ,ane jane may bahut problem ho rahi hai | Closed | 27-10-2025 |
| 3 | 161316 | SAVITRI DEVI | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Agra Fatehabad Fatehabad Rural Fatehabad Rural |
connection baki hai /supply start nhi hui hai /sadak damage hai | Closed | 16-09-2025 |
| 4 | 161307 | RAMESH CHAND | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Agra Bah Pharaira Pharaira |
connection baki hai /pipeline damage hai /supply nhi milti hai | Closed | 16-09-2025 |
| 5 | 157040 | MANJU DEVI | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Agra Bah Pharaira Pharaira |
connnection baki hi,pani ki supply nhi ho rhi hi ,tanki nhi bni,pipeline nhi bni | Closed | 01-09-2025 |
| 6 | 150230 | ratan singh | MISCELLANEOUS COMPLAINTS |
Agra Fatehpur Sikri JAJAU JAJAU |
prarthi ke gav may 2 saal 2 month se salary nahi meli hai pump oprator ko | Closed | 08-07-2025 |
| 7 | 148409 | ratan singh | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Agra Fatehpur Sikri JAJAU JAJAU |
prarthi tnki pe pump operator ka kam krte h unko 2 saal se salary nhi mili h. prarthi bahot preshan h | Closed | 21-06-2025 |
| 8 | 145793 | revati prasad sharma | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Agra Achhnera Mahuar Mahuar |
prathi ke gaw me pani ki bahot dikkt h. pani pine yogy nhi h. gaw ka pani bahot khrb h. usse bimari ho rhi h. tnki se supply nhi mil rhi h. pipe line tut gyi h. jisse supply nhi mil rhi h. bda gaw h. aur tnki ek h. jisse supply nhi mil pa rhi h | Closed | 03-06-2025 |
| 9 | 133825 | SAHU SINGH | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Agra Shamsabad JARAULI Jarauli |
road reaparing ka pure material aa jane ke bad road ko cutting krne di jayegi | Closed | 06-02-2025 |
| 10 | 133778 | Virender Singh | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Agra Saiyan Rajpura Rajpura |
jjm ke taht koi kam nhi huwa h. | Closed | 06-02-2025 |
| 11 | 133759 | Govind Singh | ROAD CUTTING COMPLAINTS |
Agra Kheragarh Khanpur Khanpur |
connection baki h. road damage h. supply nhi mil rhi h | Closed | 06-02-2025 |
| 12 | 133709 | Virender Singh | PIPE LINE DAMAGE COMPLAINTS |
Agra Achhnera Mahuar Mahuar |
60% connection me pani nhi jata h. jo connection uchayi pe h unme supply nhi ja rhi h. tnki aur pipe line leak kr rhi h. | Closed | 06-02-2025 |
| 13 | 133259 | KAUSHAL KISHORE | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Agra Bichpuri Manghatai Manghatai |
kam start nhi huwa h | Closed | 04-02-2025 |
| 14 | 133205 | Shiv Prasad | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Agra Khandauli Nadau Nadau |
connection nhi huye h. pipe line ka kam nhi huwa h. | Closed | 04-02-2025 |
| 15 | 132746 | ratan singh | MISCELLANEOUS COMPLAINTS |
Agra Fatehpur Sikri JAJAU JAJAU |
Prathi shri ratan singh ji gram panchayat me tanki par kaam kar rahe hai repairing ho ya pump operator ka kaam par 20-22 month se par abhi tak salary nahi mil rahi hai Rs. 8000/- per month salary bola gya tha par abhi tak koe response nahi mil raha h | Closed | 31-01-2025 |
| 16 | 130357 | SAHU SINGH | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Agra Shamsabad JARAULI Jarauli |
sahab singh jal jeevan mission ki traf se kaam start nhi hua hai | Closed | 16-01-2025 |
| 17 | 130320 | GOVIND SINGH | ROAD CUTTING COMPLAINTS |
Agra Kheragarh Khanpur Khanpur |
GOVIND SINGH 20% CONNECTION BAKI HAI SUPPLY START NHI HUI HAI SADAK BHI DAMAGE HAI | Closed | 16-01-2025 |
| 18 | 130299 | Vidhyaram | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Agra Achhnera Mangura Mangura |
REENA THAKUR connection baki hai tanki nh bani hai sadak bhi damage hai ane jane mein dikkat hoti hai | Closed | 16-01-2025 |
| 19 | 130264 | prathi | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Agra Etmadpur BENAI BENAI KALA |
Name- shivraj pipeline ka kaam start nahi hua hai tanki ka gaddha khod ke aise h chor dya hai | Closed | 16-01-2025 |
| 20 | 130199 | SHIV PRASAD | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Agra Khandauli Nadau Nadau |
shiv prasad ji jal jeewan mission ke taht koi kam start nhi kiya gya h. | Closed | 15-01-2025 |
| 21 | 128721 | Virender Singh | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Agra Saiyan Rajpura Rajpura |
sashi devi ji kam bnd h. pipe lines dal ka chhora gya h. connection nhi huye h. | Closed | 04-01-2025 |
| 22 | 128689 | Ravindar | PIPE LINE DAMAGE COMPLAINTS |
Agra Achhnera Mahuar Mahuar |
sheela ji connection complete h. but 60% ghr me pani supply ho rhi, baki 40% ghro me pani ki supply nhi ho rhi h.pipe line leak , road damage h | Closed | 04-01-2025 |
| 23 | 126927 | Poonam Kashyap | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Agra Bichpuri Manghatai Manghatai |
kaushal kishore ji. Abhi kam start nhi huwa hai. | Closed | 20-12-2024 |
| 24 | 116086 | Amit | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Agra Bichpuri Manghatai Manghatai |
shri amit ji prathi k gaon me pani ki supply nahi aa rahi hai 3-4 din se prob. ho rahi hai | Closed | 15-08-2024 |
| 25 | 108680 | IRREGULAR WATER SUPPLY COMPLAINTS |
Agra Achhnera Mahuar Mahuar |
gaon me pani ki supply 4-5 din ekdam band ho gayi hai or bar bar pradhan ji ko complain karne par bhi koe karwahi nahi ho rahi hai or jis karan gaon me pani ki bahut jada prob. ho rahi hai | Closed | 28-03-2024 |